You are on page 1of 21

- kab dil uski yaad mein chur nahi hota, kab us se milne

ko dil majbur nahi hota,


ye sach hai zindagi mein dil usi ka tut ta hai, jiska
koi kasur nahi hota...

-woh mil jatay hain kahani ban


kr..
dil main bas jatay hain nishani bn kr..

jinhain ham rakhjtay hain apni ankhoon main..


kiyun nikal jatay hain wo pani bn kr.

ik zara si bhool khata ban


gayi, meri wafa hi meri saza ban gayi,
dil liya aur khel kar tod diya, hamari jaan gayi aur
unki adaa ban gayi!!!

jaane kya zamana chahta hai,


mera dil todkar mujhe hasana chahta hai,
jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se, har shaks
mujhe aazmana chahta hai!!!

-jab teri dhun mein raha karte


the, hum bhi chup chap jiya karte the,
aankhon mein pyaas hua karti thi, dil mein toofan utha
karte the,
log aate the ghazal sun ne, hum teri baat kiya karte
the,
sach samajhte the tere waadon ko, raat din ghar mein
raha karte the,
kisi viraane mein tujhse milkar, dil mein kya phool
khila karte the,
ghar sajane ke khatir, hum tera naam likha karte the,
kal tujhe dekh yaad aaya, hum bhi kabhi mohabbat kiya
karte the!!!!

barsat aye aur zamen gili na ho,dhup


nikle aur zamen pili na ho,phir tumne kaise soch liya
tumhare yad aye aur ankhe gili na ho.

khayal aapka ata hai to soch lete hai,


darad aakhon me aata hai to ro lete hai,need to aati hi
nahi, khayalo me aap aaoge yahi soch lete hai......

aansu aa jate hai ankhon mein rone se


pehle,
har khwab tut jate hai sone se pehle,
ishq hai gunah ye to samajh gaye,
kaash koi rok leta ye gunah karne se pehle.

- aansuo mein raatbhar rona pada


,
tere milan se to haath dhona pada ,
tera milna tha khwaab mera ;
khwaab laane ke liye sona pada�

aaj hi teri yaadon ko nikaala hai dil se


socha bhulaa doongi tumhe hamesha ke liye
aa jaana tum mujhe yaad fir kabhi

raatbhar rotee rahi tere gam mein


aaj hi aansoo sukh gaye aankhon ke
tum fir se roolaa dena mujhe fir kabhi

apne jazbaaton ko sambhaala hai maine


aaj hi badi mushkil se
inn jazbaaton ko ab mehsoos nahin karna mujhe
iinke saath tum khel lena fir kabhi

jaao tum,
akela chod do mujhe
aaj hi tanha jeene ki aadath lagi hai
meri iss aadath ko tum bigaad dena fir kabhi

- kisiko chahte rehna koi khata toh nahi


har chahar puri ho, yeh rab ki ada toh nahi
ummid se hi roshan hai saara jahaan
har ummid ka pura na hona koi sazaa toh nahi

- baat din ki nahi, ab raat se dar lagta


hai...
ghar hai kaccha mera, barsaat se dar lagta hai...

tere tohfay ne to bas khoon ke aansoo hi diye...


zindagi ab teri saugaat se dar lagta hai...

pyaar ko chhod ker tum aur koi baat karo...


ab mujhay pyaar ki har baat se dar lagta hai...

meri khaatir na wo bandnaam kahin ho jaein...


iss liye uski mulaqaat se dar lagta hai...

- hur zakhum ko seenay peh saja


laite hein,
her dard ko hum dil mein basa laite hein,
tum pholoon peh soutay ho tu dukhta hai badan

- e khuda aaj ye faisla karde,


use mera ya mujhe uska karde.
bahut dukh sahe he maine,
koi khusi ab toh muqadar karde.
bahot muskil lagta hai usse duur rehna,
judai ke safar ko kum karde.
jitna duur chale gaye woh mujhse,
use utna kareeb karde.
nahi likha agar nasib me uska naam,
to khatam kar ye zindagi aur mujhe fanaa karde
- dhoka diya tha jab tum ne mujhe,

dil se main naraaz tha,

phir socha ki dil se tumhe nikal dun,

magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....

-usko kya saaza dun jisne muhabbat mein


humara dil tor diya
gunah to humne kiya jo uski baanton ko muhabbat ka rang
diya

- koyi chiz hai meri khoyi hui si,


sapno ki duniya hai soyi hui si,
na jao yaar mere in hoto ki muskuraahat pe
ye nami aakhen hai meri kuch royi hui si

- khubsurat hai zindagi khwaab ki


tarah,
jaane kab tut jaye kanch ki tarah,
kisi mod pe mulakat ho gai hamari to
ankhen mat modna anjano ki tarah

- "badi asaani se dil lgaaye jaate


hain
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain
le jaati hai mohabbat un raaho par
jaha diye nahi dil jalaaye jaate hain "

- gila aap se nahi koi,


gila hum apni majbooriyon se karte hain.
aap aaj hamare karib naa sahi.....
mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.

- pyaar karne waala zindgi bhar kuch nahi kehta...


pyaar karne waala zindagi bhar kuch nahi kehta ...

k dariyaa shoorr.. karta hai.,


samandar kuch nahi kehta..!!!!

- hum khaak zameen ki hoke,


us chaand ki hasrat kar baithe,
wo cheez khuda se unchi thi,
hum jisse mohhobat kar bethe.

- u unki sawari chali laga gulsan main


bahar chali
wo dekho khune arman ki mahandi lagaye hua
ban k dulhan mohabbat hamari chali

-kuch khwab khwab reh jaate hai


kuch sapne adhure reh jaate hai

chahat ka wada, wafa ki kasmein


kagaz pe chand tehrerein reh jaati hai

tujhse milna, tujhe paane ki aarzoo


kuch khwahishein hasratein reh jaati hai

tere saath bita waqt, tere sang guzre lamhe


maazi k faqt yaadein reh jaati hai.

-apni aakhon ke samunder main utar jaane


de
tera mujrim hoon, mujhe doub ke mar jaane de

zakham kitne teri chaahat se mile hain mujhko


sonchta hoon kahoon tujhse, magar jaane de

yeh bhi aadab hamare hai, tumhain kya malum


hum tumhain jeet ke harey hain, tumhain kya malum

ek tum ho ke samajhte nahi hum ko apna


ek hum hain ke tumhare hain, tumhain kya maalum

-yehi wafaa ka silaah hai, to koi baat


nahi
yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi

yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se


safeena doob raha hai, to koi baat nahi

rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko


woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi

tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha


tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi

kise majaal kahe koi mujh ko deewana


agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi

- ek kasak dil ki dil mein dabi reh


gayi...zindagi mein unki kami reh gayi...itni ulfat ke
baad bhi wo mujhe na mile...shaayad meri ulfat mein hi
kuch kami reh gayi...

- mere janaje mein tu mat aana


meri mahoobat ki tohin hogi
main hoonga char kandho par
or meri mehbooba pedal hogi..........

-e kalam jara adab se chalna


mahoobat ka paigaam hai...
teri noke ke niche,
mere dilbar ka naam hai.

-ehsaas bohut hoga jab chalay jaingay,


rona chahoge magar aansu nahi aaingay,
jab sath na dai koi too awaz humain daina,
asmaan par bhi hoon toh loot aaingay

- zaruri nahi ki jeene ka koi sahara ho,


zaruri nahi ki jiske hum ho vo bhi hamara ho.
kuch kashtiyan doob jaya karti hain,
zaruri nahi ke har kashti ke naseeb meinkinara ho��.

- woh chand hai magar aap se pyara to nahi,


parwane ka shama k bin guzara toh nahi.,
mere dil ne sunni hai methi si awaz,
kahin aap ne humain pukara toh nahi.......?????

- wo tum hi na the jo kaha karte the ki milenge har mod


per pe har dawaje pe piche......
or ek tum hi na the mere janaje ki piche......
girl-boy...
haa wo main hi thi jo kaha karti thi ki milenge har mod
pe har darwaje ke piche.....
per tum hi palat ke nahi dekha ek or janaja tha tumhare
janaje ke piche.........

- main lafzon main kuch izhaar nahin kerta


is mutlab ye nahin kay main tujse pyar nahin kerta...

- hume bhi pyaar hai....!!!!!


jab kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaye,
jab kisi ki hasi kisi ki muskaan ban jaye,
bepanaah pyaar kehte hai use,
jab kisi kisaanse kisi ki jaan ban jaye.....

-zindagi mein har kisi ko jina


padta hai, har dard pina padta hai,
kayi baar waqt itna majboor kar deta hai, ki apni jaan k
bina bhi jeena padta hai!

- kya kahen aab, tumse aykin nahi karoge,


sirf humm hi pyar nahi hai apse
humare assun bhi aap hi pe marte hai
duniya ke samme tho chup zate hai
bas aap ki panaho mai nikal padte hai

- jab tum mile tho jana, pyaar kya hota hai


jab tumne chuva tho samja ehesas kya hota hai
khusiya mili humme tumse
tho kaise kahen
aab tumhi se jaana ke dard kya hota hia

- ishq junnon jab hadse badha jaye, aashiq haste haste


suli chad jaye, ishq ka jadoo sar chad kar bole, khoob
laga lo pehere rasste rab khole!

- na pyaar karo kisi se


dil kho doge
unki ek galti pe roo doge
is dard se tho khuda bhi n aubhar paya
tum ubhar payo
tho humme bhi sikha dena

-tarasti nazron ne harpal aapka


deedar manga,
jaise amavas ne har raat chand ko manga,
ruth gaya woh khuda bhi humse,
jab humne apni har dua me aapka saath manga...

-mere marne ke baad


mere jalne se phale
aaye yaaro !
mera dil nikal leena
kahi is me rahne wale ne jal jaye

-hawa mein saans chali gayi


saza mein aas chali gayi
mehsoos hui itni mujhe
paani ki pyaas chali gayi
jis dava ki chah thee itni mujhe
woh dua bhee aaj chali gayi
mohabat ibadat hoti hai
kabhi thee paas chali gayi

-jisne humko chaha,use hum chah na


sake.
jisko chahte the,use hum pa na sake.
yeh samjhlo k dil tootne ka khel hai,
kisi ka toda aur apna bacha na sake.

-aankhon mein aake ruk jate hai aansu.


palko pe aake ruk jate hai aansu,
dil to bahut karta ki inhe beh jane du.
par apko hasta dekh sukh jate hai ye aansu..

- yaadon ki dhund me teri parchai si


lagti hai,
sannate mein gunjhti koi shehnai si lagti hai,
tum kareeb ho to apnapan hai,
varna seene mein sanse bhi parai si lagti hai..

- ek din hamare annsoon humse pooch


baithe,
humey roz -roz kyon bulate ho,
humne kaha hum yaad to unhe karte hain
tum kyon chale aate ho.

- ankhen apki ho, par ansu mere


zindagi apki ho, par sanse meri
dil apka ho, par dhadkan meri
zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi
kafan apka ho, aur maut meri.

-manzile bhi uski thi,


rasta bhi uska tha.
ek main akela tha, kafila bi uska tha..
sath-sath chalne ki soch bi uski thi,
fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha...
aaj kyo akela hoon, dil sawal karta hai,
log to uske the,
kya khuda bhi uska tha....?

-pyar jo kisise karoge rusvai hi


milegi,
wafa jitni b karoge burai hi milegi,
chahe kisiko kitna bhi apna banalo,
jab bhi ankh khulegi tanhai hi milegi

- bikhre ashko ke moti hum piro na sake,


aapki yaad mein sari raat so na sake,
beh na jaye ansuo mein tasveer aapki,
bus yahi soch kar hum ro na sake.

- pee hai sharab har gali har dukan se,


ek dosti si ho gayi hai sharab ke jaam se,
guzre hai hum kuch aise mukaam se,
ki nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se.

nasha hum kiya karte hai


ilzam sharab ko diya karte hai
kasur sharab ka nahi unka hai
jinka chehra hum har jam me talash kiya karte hai

- yeh wafa ka silla hai to koi baat


nahi,
yeh dard tumne diya hai to koi baat nahi,
ye hi bahut hai ki tum dekh rahe ho kinare se
hum doob rahe hai to koi baat nahi

-ek lamhe mein unhone zindagi sawar di,


ek lamhe mein unhone zindagi ujad di,
kasoor unka nahi hamara hai,
humne un do lamho mein zindagi guzaar di.

- aarz karta hun.......


zindegi ekk safed kagaj ki tarha hei....
zindegi ekk safed kagaj ki tarha hei....
jis par kuch likho to......
banta hai naagma
kuch na likho to......
banta hai eek sadma!!!!!1

-jakhm itna gehra hai izhaar kya kare,


hum khud hi nishana ban gaye vaar kya kare
marr gaye hum magar khuli rake aankhen
ab isse zyada apka intezaar kya

- dur se hi woh salaam kar gaye,


apni yaadon ka hame ghulam kar gaye
apni zindegi girvi rakh kar kharida tha jise
aaj wohi hame bhul gaye.

-dard kafi hai bekhudi ke liye,


maut kafi hai zindegi ke liye
kaun marta hai kisike liye
hum to zinda hai sirf unke pyaar ke liye

- yeh yaad hai tumhari ya yaadon mein tum


ho,
yeh khawab hain tumhare ya khwabon mein tum ho,
hum nhi jaante hamein bus itna bata do,
hum jaan hai tumhari ya hamari jaan tum ho..

- kyun rakhu main ab apni kalam


mein syahi, jab koi armaan dil mein machalta hi nahi,
na jane kyun sabhi shak karte hain mujh par, jab koi
sukha phool meri kitab main milta hi nahi,
kashish o bahut thimere pyar mein, magar kya karu koi
pathar dil pighalta hi nahi,
agar khuda mile to usse apna pyar manguga, pr suna hai
wo kisi se milta hi nahi!!!!

-kitni paas hai hum kitni duur hain


hum..
waqt jaanta hai kitne majbuur hain hum...
saza hain yeh ki ab unse mil nahi sakte..
gunaah hai yeh ki bekusoor hain hum!!!

- jawaani ko zindagi ka nikhaar kehte


hain..
patjhad ko chaman ki majdhaar kehta hain..
ajeeb dastur hai duniya ka yaaron..
ek dhokha hai.. jisse sab pyaar kehte hain!!!

anonymous 18/09/06 unase dur jaane ka iraada na tha


sada saath rehne ka vada b na tha..
wo yaad na karenge, yeh jaante they hum
par itni jaldi bhul jayenge...
andaaza na tha!!!
- aaj phir teri yaad ne mujhko rula
diya..
kitni akeli hu yeh yaad dila diya..
do lawz likhne ka saleeka na tha mujhe..
par teri yaad ne mujhe shayar bana diya!!!

- kissi aur ki bahon mein rehkar


wo mujhse wafa ka izhaar karta raha..
yeh kaisi chahat thi meri,
ki sab jaan ke b yeh dil usise pyaar larta raha!!!

- rooth gaya hai mujhko manaane wala..


ab koi nahi naaz mere uthane wala..
jaane kya sochta hai yeh khula darwaaza..
shayad rast bhul gaya hai koi aane wala!!!

-ek dil meree dil ko zakhm de gaya


zindagi bhar tadapane ki kasam de gay..
hazaro phulon mein se ek phul chuna tha..
jo zindagi bhar ki chubhan de gaya!!!

- jis din se wo mila mujhko har ek pal mein kyu wo hai?


saans kyu lu main, kyu mere dil-o-jigar mein wo hai?
tanha thi main khush apni sadgi bhari shaam se
ae khuda, hatho ki lakeero mein meri; 1 shaksiyat wo kyu
hai?

milke judai hi naseeb mein likhi thi agar


phir aaj is judai se meri aankhen nam kyu hai?
jab pighalta hi nahi wo pathhar dil mere khatir
toh mere dil mein, uske khatir har waqt yeh marham kyu
hai?

ab tak maine koi gam na diya kisiko


ae khuda phir mere hi naseeb mein likhe yeh sitam kyu
hai?
wo dil jo mere bin ek pal bhi na dhadakta tha kabhi
aaj kyu wo door, aakhir uski badli yeh ada kyu hai?
ae khuda aa aaj de jawaab mujhko..main hu yahan
gar tere bhi hain lab sile. toh tu sabka khuda kyu
hai????

- nasha zaruri he jeene k liye par


sharab hi nahi hai bekudhi k liye,kisi ki mast nigaho me
dost,bada haseen samundhar he khudhkushi k liye.......
dil se

- rait par likh ke mera naam mitaya na karo


aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
log har baat ka afsana bana lete hain
sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "mohsin"
dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo

- apne apne andaaz hote hain


jaagti ankhoon mein bhi khwaab hote hain
zaroori nahi gum mein aansoon niklein
muskurati aankhon mein bhi sailab hote hain

- ishq karte the ham


logone nafrat karana sikha diya,
jis chehare ko dekhkar hasate the ham
usane rona sikha diya,
hum to marna chahte the,
magar maut ke intzaar ne jeena sikha diya...

anonymous 19/09/06 thanks yatheesh

-unhe aadat hai zakhm dene ki


apni toh fitrat hai,gum chupane ki.
ab to aadat si pad gayi hai
aansu pi jane ki,
kya haseen saza di hai
zalim ne dil lagane ki

-ishqwale ankho ki baat samajh


lete hain, sapno main mile tho mulakat samajh lete hain,
rota tho asmaan bhi hai pyaar ke liye, par log usey
barsaat samajh lete hain...

-vishwas banke log zindagi me at


hai, khwab banke ankho me sama jate hai
pehle to ye yakin dilate hai ke wo hamare hai phir
najane kyu tanha chod jate hai..

- mohabbat karne waale, na jeete


hain na marte hain
phoolon ki chaah mein, kaanton par se guzarte hain
yoon to hamesha hothon par hansi rehti hai sabke
par shaayari mein na jaane kyon, dil ke dard ubharte
hain.

-daikh k humain wo sir jhukatay hain


bula k mehfil main nazrain churatay hain
nafrat hai hum sa to koi bat nhi
par ghairon sa mil k hamara dil kyun jalatay hain

- deewangi ne hamme kya sikhaya,


in aankhon ne kya dikhaya,
is dil ne kya samjaya,
is jeevan mein kya maine paya,

- khuda ne jab ishq banaya hoga, to khub


pe zaroor azmaya hoga,hamari to khair baat hi alag
hai,is kambakht ishq ne khuda ko bhi rulaya hoga
- sochta hun in sagar ki lehron
ko dekhakar
kyun ye kinare se laut jati hai.....
karti hai kinare se bewafai
ya smundar se wafa nibhati hai.....

- log mohabt ko khuda ka nam dete


hai,
agr koi krta hai to ilzam dete hai,
kehte hai ki pathardil roya nahi karte,
to pahado se jharne kyon gira karte hain..!

- hame ankho se zakhmo ko dhona


nahi aata, milti hai khushi use khona nahi aata,
seh lete hain saare gam has ke, log kehte hain hume rona
nahi aata!!!

-kaun kehta hai ki kisi ka pyar


kabhi poora hoota hai...
arre ye to vo shabd hai jiska pehla akshar hi adhoora
hota hai..

- ishq vale ankho ki bat samaj lete


he,sapne me mil jaye to mulakat samaj lete he.rota to
aasma bhi he apni dharti k liye,log uske anson ko barsat
samaj lete he.

- har yado mein usi ki yaad rehti hai,


meri aankho ko usi ki talash rehti hai, kuch tum bhi dua
karo yaro, suna hai dosto ki dua mein farishto ki
fariyad hoti hai

- tadapke dhekho kisi ki chaahat mein,to


pata chale intezar kya hota hai,uhi mil jaye jo koi bina
chaahe,to kaise pata chale pyar kya hota hai.

- dil k jazbaat chupane ki aadat


hai purani, maut ko zindagi banane ki aadat hai purani,
tumhe to dard ka ehsas bi na hoga, or hume dard ko pee
jane ki aadat hai purani!!!

- mohabbat karne walon ko inkaar


acha nahi lagta,
duniya waalon ko ye ikraar acha nahi lagta,
jab tak hoti nahi aashiq ki maut,
in zaalim haseenao ko pyar sacha nahi lagta!!!

- agar har chehre mein usika chehra nazar aata hain


agar har baato par uski naam lete hain
agar ise pyar kehte hain toh haan
meine bhi kisise pyar kiya tha...

agar kisike inthzaar karne mein samaye nahin deykte


agar uski aane par dil jhoom uttha hain
agar ise pyar kehte hain toh haan
meine bhi kisise pyar kiya tha..

agar kisike door jane ke baad unki yaad satati hain


agar sab ke saath rehte huye bhi akele mehsoos kartein
hain
agar ise pyar kehte hain toh haan
meine bhi kisise pyar kiya tha..

khud mein khud baatein karna


har pyarisi gaane par sirf hum donoka nazar aana
agar ise pyar kehte hain toh haan
meine bhi kisise pyar kiya tha...

agar uski dil mein pyar ki koyi jaga nahin


phir bhi uski pyar ki intzaar karna
agar ise pyar kehte hain to haan
meine bhi kisise pyar kiya tha.......

-lumhoon ki door baandh lai khud per jafa na ker


mai gair ki terha hoon mujhe say wafa na ker

raahon mai zindagi k naye moor bhi to hain


tunha hi "tu" rahay gaa abhi faisla na ker

khushboo phoolon ki doosray aangun bhi jaye gi


in khushboon ka bund kubhi raasta na ker

likha hai jo naseeb mai mil ker rahay ga woh


dunya ki kum naseebi ka khud say gilla na ker

shaam-o-seher mai raaz hai chupa hua


bus iss nukta-e-hayat ko khud say juda

-kisi ke yaad mein bar bar rone se dil


ka dard kam nahi hota,
pyaar tho takdir mein likha hota hey,
kehne se koi apna nahi hota.....!

-gulabon ki mehfil se ja faraar hokar


us mehak ko dhondte hum kis raah kho gaye
dharti se jannat ki rahein bhulakar
in hawaon me saansein bhi bekaraar ho gaye

-zakhm itna gehra hai ki izhaar kya kare,


hum khud nishana ban gaye izhaar kya kare,
mar gaye hum magar khuli rahi aankhen,
ab isse jyada unka intezaar kya kare!!!!

-pani me pathhar mat maro, use


koi aur bhi pita hoga. tum humesha
hasate raho kya pata tumhe dekhakar koi aur bhi jita
hoga

>>>>> -yun nazar ki baat ki aur dil


chura gaye,
andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye,
hum to samjhe the ajnabi aapko,
aap to hume apna bana gaye...

- jo aasani se mile wo hai gum,


jo mushkil se mile wo hai paisa,
jo kisi ko bhi mile wo hai pyaar,
jo naseebwalon ko mile wo hai aap aur sirf aap..

- milane ki khushi hai ya bichadne ka gum,


aankho me aansu hai ya udas hai man,
kaise kahe kaise hai hum,
bus itna samjhalo ki tum bin bahot akele hia hum...

- kyun gila kareein hmum unse bewafaai


ka
hum hi to laye the ye mausam tanhaai ka
wo to miloon dur rahte the humse
hum hi peecha kiya karte the unki parchaai ka

-hay abhinav those ones are trully gr8

- naa chaho kisi ko itna,


ki chahat tumari majburi ban jayee,
chaho kisi ko itna,
ki tumhara pyar uske le jaruri ho jaye.....

- kyun dil k itne kareeb aa jata hai


koi,kyun pyaar ka ehsaas kara jata hai koi,jab aadat si
ho jati hai dil ko uski,kyun rula kar chala jata hai koi

-kareeb reh kar bhi woh hame jaan na paye,


aaj tak wo hamain pehchaan na paye,
khud hi bana li humne duriyan unnse,
taki un par koi ilzaam na laga paye . . .

- jise hamne chaha use pa na sake,


jisne hame chaha use chah na sake,
ye to bus dil tutne ka khel hai,
kisi ka toda aur apana bacha na sake...

- be careful to whom u give ur heart coz


wen u give ur heart 2 sumbdy u're nt only gvng dat prsn
d rite 2 luv u bt also d power 2 hurt u.

-dil k bazar me daulat nahi dekhi jati, pyar ho jaye to


surat ni dekhi jati, ek hi insan par luta do sab
kuch,kyoki pasand ho cheez to keemat nahi dekhi jati

har nazar ko ek nigah ka haq


hai.
har rooh ko ek aah ka haq hai.
hum bhi dil lekar aaye hain is duniya mein.
hame bhi ek gunah ka haq hai.

- ansuo ke chalne ki aawaz nahi hoti,


dil ke tootne ki aahat nahi hoti,
agar hota khuda ko har dard ka ehsas,
to usse dard dene ki aadat nahi hoti,

-tera daman na chhodege hum tere chahane wale hain


ullfat ki rah main khud ko mitane wale hain
chahe jitane bhi kar le tu julmo sitam
hum her haal main nubhane wale hain.

-jisne humko chaaha, use hum


chaaha na sake...
jisko chaaha use hum paa na sake....
yeh samaj lo dil tutne ka khel hai....
kisi ka toda aur apna bacha na sake!!!!!!

- yeh dil unki yaad mein rona


fizul hai......
anmol ansu khona fizul hai...
rothe us ke liye jo tumpe nisaar ho...
us ke liye kya rona jiske aashiq hazaar ho!!!

- tanhai ka aalam yeh hai


ke rone ko dil karata hai,
ro kar thak jaate hai
toh marne ko dil karata hai,
par mare bhi to kaise...
kisiki ke liye jeene ko dil karata hai.

- jee raha hoon kis liye mai iss gam-e


zindagi ko,
marke bhi keh na sakoonga apni kahaani ko !
chup raha to mar degi mujhe meri hi tanhaaee,
keh diya to seh na sakoonga mai duniya ki rusvaee

- " palko ki nami mei chupa kar sapno ko,


humne unhe jaane ki izzazat de di
hum toot kar bikhar gaye tukdo mei,
aur unhe muskurane ki izzazat de di...."

- unhe ye shikayat hai humse ki hum har kisi ko


dekh kar muskurate hai... nasamaj hai vo kyuki vo kya
jamne ki hume to har chehre mein wohi nazar ate hai..

-ishq sabhi ko jeena sikha deta hai, wafa ke


naam pe marna sikha deta hai. ishq nahi kiya to karke
dekho,zalim har dard sehna sikha deta hai...

-kuch bikhre sapne aur aankho me nami hai. ek


chota sa aasma aur umedo ki zamee hai. yu to bahut kuch
hai iss zindagi me,sirf jise chahte hai usi ki kami
hai.....

- hii frndz check dis 1 out


a boy proposed a gal. da gal rejected ...his frndz asked
him tht u dun hav feelingz ....he said i lost da 1 who
neve luvd me n she lost da 1 who really luvd her a lot .
so frndz dun break down when ur proposalz rejected

-hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya


apni zindagi ko talaash karna hi chor diya

sab beeti hui baatein bhula di hum ne


ab dil main maazi basana chor diya

kaanton se bhar dete hain log daaman


hum ne aangan main phool khilana hi chor diya

kabhi na maangen ge kisi se bheek mohabbat ki


is hi liye hum ne pyaar karna hi chor diya

-teri tasveer meri aankhoon main bassi kyu hai


jidhar dekhoon bas udhar tum hi kyu hai

teri yaadoon se wabasta meri taqdeer hai lekin


tujhe na paa ker meri taqdeer rothi kyu hai

mujh ko ye khaber aasaan nahi tujhko hasil kerna


phir bhi yeh intizaar yeh beqarari kyu hai

barson guzar gaye meri tanhayee main lekin


meri baahon ko aaj bhi tera intizar kyu hai

teri chahat ki kasam, khoon ke aansoon roye hai


ab nahi hai kuch bhaki phir yeh jaan bhaki kyu hai

khattam hua mera yeh affssana ek baat batta do


anjaam tha maaloom mujhko phir yeh mohabbat huyee kyu?

- khushi mein bhi aanso hai


gham mein bhi aanso hai
kis ko pata hai
yeh gham ya khushi ke aanso hai
chahra-e-noor per muskrahat hai
kyon phir aankhon mein chupi nami hai
dil-e-nada mein bohat dard hai
dard-e-takleef ki halat hai
es dard-e-zakham ke bawajood
phir bhi kyon tu logo ko hasa raha hai
rote rote akhein-e-nam bhi sookh cuki hai
phir bhi tu kyon muskra raha hai
dil-e-pathar ab to dil khol kar ro le
waqt-e-zindagi ka safar khatam ho raha hai
ek shak's andhero mein apni nakamyabiyon se lar raha hai

kab se roshni ki talash mein subha ka intizar kar raha


hai
bus ab jo umeedein thi
wo khatam ho cuki hai
darwaz-e-mout ke khulne ka
bus intizar ho raha hai
ab to namaz perh le kambakhat
mout ka farista teri roh-e-jaan lena a raha hai

- is raat ki.. tanhaeeyo ke


sab rang badal gaye hai
chand nikla hai waise hi
andhere badal gaye hai
jinke bharose thi khusiyan
wo badal gaye hain
manzile to abb bhi wo hi hain
kuch rastay badal gaye hain
jinpe kiya tha bharosa humne
wo dost bicharr gaye hain
dakhe thay kabhi jo humne
wo kahwab badal gaye hain
jo banay thay kabhi hamsafar
aaj wo hi mukarr gaye hain
ais tutay huye dil kay saray..
jazbaat badal gaye hain
na badle kabhi hum
na badle hamaray khayalat
bas rona hai yahi......
kuchh log badal gaye hain

-a cute love story................


girl: am i pretty?
boy: no
girl: do you want 2 live wid me?
boy: no
girl: will u cry if i leave u?
boy: no
the girl got hurt and started 2 cry. the boy pulled her
close and said: u r not pretty but beautiful, i dont
want 2 live wid u but live 4 u, if u leave me, i wont
cry but die
-

- kisi ki mohabbat se humne kya paya hai


raat ki neend aur din ka chain gavaya hai
kay kare iss dewane dil ka
jise aaj barbad hokar bhi hosh na aaya hai

- apki yad na aye,to hum bewafa.


aap bulao aur na aye, to hum bewafa.
humme marne ke liye zeher ki zarurat nahi,
1bar nazar fer lo, na mar jae to hum bewafa..

-door jakar b unse door ho na sake ,


kitna roye kisi ko ye bata na sake,
dard ye nahi ki wo hame dil me basa na sake
dard to yeh hai k hum unhe dil se nikal na sake

-jan aaj hum hai, kal hamari yaden hongi]


jab hum na honge tab hamari baatein hongi,
kabhi paltoge jab yeh jindagi ke pane
toh shayad aapki aankhon se barsate hongi

-jan dil ke riste ka koi naam nahi hota


mana ki iska koi anjaam nahi hota hai
agar nibhane ki chahat ho dono taraf,
tammam umar koi rista nakam nahi hota hai

mehkhane me jam tut jate hain


ishq me dil tut jate hainna
jane in dono me kya rista hai
jam tute toh ishq yaad aata hai aur dil tute toh jaam
yad aata hai

-jan sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,


aab har waqt muskarane ki aadat nahi rahi, yahi soch kar
ki koi manane nahi wala, aab hame ruth jane ki aadat
nahi rahi.

- badnam mairy piyar kaa afsaanaa howa hay

deevaanay bhe kahtay hain kay deevaanaa howa hay

rishtaa thaa tabhe to kisii baydard nay tooraa

apanaa thaa tabhe to koee begaanaa howa hay

baadal kee tarah aa kay baras jaaiyay aik din

dil aap kay hotay howay veeraana howa hay

bajtay hain khayaaloon mein teree yaad kay ghungaroo

kuch din say meraa ghar bhe pareekhaana howa hay


mausam nay banayaa hay nigaahoon ko sharaabee

jis phuul ko dekhoon wohee paimaanaa howa hay

-kabhi nazar se giraa diyaa,


kabhi dil mein basaa liyaa,
mohabbat mein tumne, humein,
kabhi hasaa to kabhi rulaa diyaa�

kabhie pyaar be_shumaar kiya


kabhi dard be_intehaa diya
apni dewaangee mein tumne, humein,
kis mukaam par puhancha diya��

kabhi mausam_e_bahaar se mila diya,


kabhi sehra mein tanha kar diya
dil ko khilona samajh kar tumne,
humein har khel mein hara diyaa�

kabhi umeedon ko barhaa diya


kabhi mayoosiyon ne jeena dushwaar kiya,
phir bhi humdam humne, tumhein
pyaar ki had se... hai ziyada pyaar kiyaa

-jod ke baithe hai


sare sapane tod ke baithe hai...
sare armaan chod ke baithe hai...
na kijiye humse wafa ki baatein
abhi abhi dil ke tukde jod ke baithe hai...

-- turth of life:
to walk is easy but 2walk alone is tiough
being lvd is secure but 2 lv is so insecure,
being missd by sum1 is nice but missin sum1
is painful.........

- mujse mat pucho kyu aankhein jhuka li


maine,
teri tasveer thi usme jo tujse chupa li maine,
jis par likha tha ki tu mere mukaddar mein nahi,
apne mathe se woh lakeer mita li maine.

-jan ek janaze ko dekh kar ladki muskrayi


ek baba bola, beti maut par yun muskraya nahi karte...
ladki boli baba kya karu....
wada kiya tha, jab bhi milenge, muskra kar milenge.....

- amit---- 19-jan mit chale


teri umeed ki tarah
[harf]shabad
magar--aaj tak
tere
khaton
se teri
kushboo
na gayi

-jan khamosh palko se bahkar jab aanshu aate


hai,
aap kya jaane aap kitne yaad aate hai
hum to ab bhi usi mod pe khade hai...
jahan aap ne kaha tha ki zara thahro,
hum abhi aate hai....

- thak gaye hum unka intzaar karte


karte ...
roya hazaar baar khudse takraar karte karte...
do lafz unki zuban se na nikale aur...
toot gaye hum ektarfa pyar karte karte...

- ek nazar idhar bhi


log pyar ko bhagvan kahete he,
par koi kare to gunah kahete he.
kahete he ki patthar dil roya nahi karte,
to fir zarne pahado se hi kyu nikalte he?

- bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,


anjane mod par kuch log dost ban jate hain,
milne ki khushi de ya na de,
bichadne ka gum zaroor de jate hain.

-har phul ki ajab kahani hai


chup rahna bhi pyar ki nishani hai
kahi koi dard nhn fir bhi zakhm ka ehsas hai
lagta hai dil ka ek tukda aj bhi aapke pas hai

- mila nahi sakta do dilo ko to ishq kyon


jagata hai,
mila nahi sakta do dilo ko to ishq kyon jagata hai,
zinda jalata hai jaan ko aisi aag kyon lagata hai.

- sunana chahta hain ye dil tumhe ek kahani


dastaane mohabbat shayad apni zubani
par kaun samjhaye is kambakht dil ko
lafz nahi bayan karte mohabbat ki kahani

- zinda dil hain hans kar do ghum seh lainge


har ghum mein uska saath ho....
yeh zaroori to nahi....

yoon to woh bohat wafashaar hain magar phir bhi


har kadam pe wafa karein...
yeh zaroori to nahi....

hosle aur bhi bhar jainge shikast k baad


jeet yahan sada hamari ho...
yeh zaroori to nahi...

shiddat-e-ghum mein insaan ro bhi daita hai


samne uska aanchal ho...
yeh zaroori to nahi ...

nazrain thi buss kya karti pathar ho gayeen


uske baad kisi aur ko dekhein...
yeh zaroori to nahi...

hum ne hamesha usse dil se chaaha


woh bhi hamain chahe dil se...
yeh zaroori to nahi....

- hum se na sahi gher'on se sahi


tumahin dil ka lagana aato gaya

duniya me kisi ke ho to gaye


tumhian pyaar nibhana aato gaya

humse na sahi gheron se sahi


bethe ho kisi ke pehlu me

aankh'on me chamakta pyaar liye


main khush hoon kisi ki kismat me

yeh waqt suhana aato gaya


duniya me kisi ke ho to gaye

humse na sahi gheron se sahi


tumhian pyaar nibhana ato gaya

hum ne tumko humdam samjha


humderd hi nikel aakhir tum

such ke chehre se wehm'on ka


tumhian perda uthana aato gaya

duniya me kisi ke ho to gye


tumhian pyaar nibhana ato gaya

-jate jate ap koi acchi nishani de gaye,


umar bhar dohra saku aisi kahaani de gaye,
kher hum to pyase reh gaye,
par hamari palko ko tum paani de gaye....

- royegi aankhen muskurane k bad


aayegi rat din dhal jane k bsd
o janewale zara mood kar dekh 1bar
shayad ye zndgi na rahe tere jaane k bad........

- sab logo k apne-apne naseeb hote hai

kuch khushi k to kuch gum k bohat kareeb hote hai

bus gum ho bhara jiske zndgi me yaro

vo log jahaan ki khushiyoan mein bohat gareeb hote hai.

- reth pe naam kabhi likhte nahi,


reth pe likhe nam kabhi tikte nahi,
log kehte hai hum patthar dil hai,
per patharpe likhe nam hi kabhi mittey nahi.....

-roz kisi ka intzar hota hai, roz ye dil bekarar hota hai,kaash ke koi samajh pata
ki chup rehne walon ko bhi kisi se pyar hota hai.

-gunah karke saza se darte hai, zehar pee ke dawa se darte hai, dushmano ke sitam
ka khauff nahi,hum to doston ke khafa hone se darte hai.

You might also like