You are on page 1of 22

Pegham - Seekho Aur Sikhao!

> Islam > Quran Section > ***quraan__quiz***


-------------------------------------------------------------------------------PDAView Full Version : ***quraan__quiz***
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam13th March 2007, 17:25
Assalamualykum_warahmatullah_hi_wabarkatuhu:)
yahaan par main :insha: ek naya quraan quiz ka silsila shuru karahi hoon...ummee
d hay sab ko pasand aayiga:) aur sab ki quranic malumaat may inshallah izafa hoo
ga:) iss k rules yae hain k ek sawaal diya jayga jo bhi is ka jawaab dayga wahi
agla sawaal dayga:insha: pahlay quiz aasaan sawaalat say shuru kiya jayga ta k s
ab aajayeen phir aysay hi inshallah aagaye chalyga:)
lykin khayaal rakhiye k sawaalaat quraan say hi related hoonay cahiye:)
so......
* Takes the honours*
* here is the first question...
1--quraan majeed may kitnay paaray hain????
-------------------------------------------------------------------------------vajiha13th March 2007, 22:09
Ahsaas Ji Ub Itne Easy Question Ker Ke Sharminda To Mat Karein !
Quraan Majeed Mein 30 Paare Hein .
Or Mera Question He Ke " Quraan Pak Ki Takmeel Kitne Arse Mein Hui ?"
???
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 01:47
ooh sis aysi baat nahi bas aysay hi sawaal kardiya :)
aur aap ka jawaab hay
quraan majeed ki takmeel 23 saal k arsay may huwi....right?
agla sawaal hay
Huzoor saw par sab say pahlay quraan ki koun si aayaat nazil huween?
(pahli wahi?)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 09:09
mashaALLAH aap ny buhat hee acha silsila shoro kia hay...i like that..
Quraan main ALLAH ny sipary khudh nahi banaye aur na hee kisi sahabi ny banai ha
in...aur na hee Un k dor main aisa huwa hay.....
yeh sipary khaleefa haroon rashid ny banay they...
to yeh 30 sipary/
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 11:55
mashaALLAH aap ny buhat hee acha silsila shoro kia hay...i like that..

Quraan main ALLAH ny sipary khudh nahi banaye aur na hee kisi sahabi ny banai ha
in...aur na hee Un k dor main aisa huwa hay.....
yeh sipary khaleefa haroon rashid ny banay they...
to yeh 30 sipary/
shukhriya khalil thred ko pasand karnay k liye:)
yae jawaab wareesha nay day diya hay:) ab sawaal yae tha
Huzoor saw par sab say pahlay quraan ki koun si aayaat nazil huween?
(pahli wahi?)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 12:12
shukhriya khalil thred ko pasand karnay k liye:)
yae jawaab wareesha nay day diya hay:) ab sawaal yae tha
Okay...chalin es ka jaawab main dy daita hun.
. ??????? ??????? ??????? ??????? ??????O [/URL]1. (?? ????!) ???? ?? ?? ??? ??
(???? ???? ????) ????? ?? ?? (?? ??? ??) ???? ??????o2. ?????? ??????????? ????
??????O (http://quran.minhaj.org/quran/ram/6107.ram)2. ?? ?? ????? ?? (???? ????
???) ???? ?? ??? ????? ???? ?? ???? ???o3. ??????? ????????? ???????????O 3. ??
???? ??? ?? ?? ?? ??? ?? ???? ??o4. ??????? ??????? ???????????O (http://quran.m
inhaj.org/quran/ram/6109.ram)4. ?? ?? ??? ?? ????? (????? ????? ??) ??? ??????o5
. ??????? ??????????? ??? ???? ????????O [URL="http://quran.minhaj.org/quran/ram
/6111.ram"]5. ?? ?? ????? ?? (?? ?? ????? ???) ?? (???) ???? ??? ?? ?? ???? ????
? ???? (??:- ?? ?? (?? ?? ???? ????) ????? (???? ????? ??? ???? ???? ???? ????)
?? (???? ?????? ??? ??) ?? ???? ??? ??? ???? ??? ?? ?? ???? ?? ????? ???)o
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 12:21
:masha correct:clap:
agla sawaal nahi poocha aap nay:-)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 12:39
wo konsi ayat hay jab wo nazil, hui to Ableeeeeeeeeeeeeeees rony lag para
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 13:07
sure hijir ki aayat
???????? ?????????? ??????? ????? ??????????? ???????????? ?????????? (15:87)
yae ya sure fatiha not sure ......:embarasse batayeye koi sahi hay ya doonoo gal
at?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 17:08
mery khiyal main dono hee theek nahi hian..................Ayat ul Kursi hay the
ek jawab.
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 17:47
acha :embarasse :masha
agla sawaal dijiye??:mm:

-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 17:51


hummmmmmmmmm agla sawal......................................
Quraan pak main kitny sajdy hian...?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 18:06
ab itna aasaan:embarasse
ok 14 sajday hain
next quraan majeed ka sab say taweel surah koun sa hay?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil14th March 2007, 18:14
al bakara,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 18:18
correct:masha
ab jis ka ans pata ho k sahi hay tou agla sawaal sath may di daydayna cahiye na:
embarasse
next???
-------------------------------------------------------------------------------alata14th March 2007, 18:30
correct:masha
ab jis ka ans pata ho k sahi hay tou agla sawaal sath may di daydayna cahiye na:
embarasse
next???
Quran ko Allah ne Kis kitab se zekir kia hai.........
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam14th March 2007, 18:33
Quran ko Allah ne Kis kitab se zekir kia hai.........
sorry main sawaal nahi sajh pai??:embarasse yae zekir kiya hay?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil15th March 2007, 16:58
Kitab e Mobeen......khuli aur roshan kitab..

QuraN k aur kitny name hain? aur kia kia hian?

-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam15th March 2007, 17:20


bohat sary hain quraan k naam......
itnay mujhay yaad hain..
1--furqaan
2--noor
3--ummul kitaab
abhi bakhi yaad nahi aarahy hain:cry:
aap batadijiye ya kuch dair baad main hi batadoongi
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil16th March 2007, 11:56
es main preshan huni wali koi baat nahi hay ALLAH reham kery ga:rose:
Next swal tussi pochoo..
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam16th March 2007, 12:01
ok main sary naam kal bataongi :insha:
ab sawaal hay
quraan majeed ki sab say taweel aayat koun si hay??:)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil16th March 2007, 12:09
mery khiyal main Ayat ul kursi hay...lakin sorah bakra kee aik aur ayat be hay..
.wo bee buhat lambi hay........(waisy mujy 3 pehly pary zubani yaad hain.)
kia mera jawab theek hay?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam16th March 2007, 12:26
nahi ayate dain--sure nisa.. aayat -11
.quraan ki taweel tareen aayat hay:)
agla sawaal dijiye:)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil16th March 2007, 17:18
Quran kee dulhal kis sorat ko kehty hian?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam16th March 2007, 18:11
surah rahmaan(Aroos ul quraan)right?
-------------------------------------------------------------------------------vajiha16th March 2007, 22:33
ub ye bataye ke QURAN E KREEM ki wo kon si 3 surah hein jin mein ALLAH
ka lafz nahi ata he ????
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil17th March 2007, 10:16

hummmmm nahi janta...............:(


-------------------------------------------------------------------------------vajiha17th March 2007, 10:26
hummmmm nahi janta...............:(
hmmmmmmmmto phir janiye na !pata karein or phir mughe bhi batye !!!
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil17th March 2007, 10:32
kahan jaooN?
-------------------------------------------------------------------------------vajiha17th March 2007, 10:37
chalaye aik idea de deti hun.
aap holy book mein se search karein last 10 PARA'S mein se theek ???
or ye SURAH'S one by one 3 hein !!!
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil17th March 2007, 10:47
chalin main try kerta hun
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam17th March 2007, 13:23
ub ye bataye ke QURAN E KREEM ki wo kon si 3 surah hein jin mein ALLAH
ka lafz nahi ata he ????
sis waresha sirf 3 hi kiyun aysay bohat sorah hain jis may lafz Allah nahi aaya
1- sureh naas
2-sureh-falaqh
3-sure feel
4 sureh qureesh
4 sureh Asar
5 sureh kusar
aur bhi bohat hoongay but aap batayeye sahi hay????in may lafz Allah nahi hay ra
b hay:)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil17th March 2007, 17:19
weldone :em: aap ny mera kaam asaan kar dia thanks
-------------------------------------------------------------------------------vajiha17th March 2007, 22:23
sis waresha sirf 3 hi kiyun aysay bohat sorah hain jis may lafz Allah nahi aaya
1- sureh naas
2-sureh-falaqh
3-sure feel
4 sureh qureesh
4 sureh Asar
5 sureh kusar

aur bhi bohat hoongay but aap batayeye sahi hay????in may lafz Allah nahi hay ra
b hay:)
dear aapka ans bhi theek he lakin mein ne in SURAH'S KE BARE MEIN NAHI SOCHA THA
.MERA ANS THA JANAB 27 PARE MEIN SURAH E QAMAR , SURAH REHMAAN ORSURAH E VAQEA
.
-------------------------------------------------------------------------------vajiha17th March 2007, 22:28
weldone :em: aap ny mera kaam asaan kar dia thanks
hmmmmmmmm
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam17th March 2007, 23:43
dear aapka ans bhi theek he lakin mein ne in SURAH'S KE BARE MEIN NAHI SOCHA THA
.MERA ANS THA JANAB 27 PARE MEIN SURAH E QAMAR , SURAH REHMAAN ORSURAH E VAQEA
.
aap nay quraan may kaha na tou ham nay soocha kaheen par bhi hoo wahaan ka pooch
a..............:) khair jawaab theek hay na:)
khalil aap dijiye agla sawaal..
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil18th March 2007, 09:45
Kis sorat k shoro main BismillALLAH nahi hay aur kiun nahi hay?
-------------------------------------------------------------------------------vajiha18th March 2007, 13:42
Kis sorat k shoro main BismillALLAH nahi hay aur kiun nahi hay?
surah e TOBA KE !or ub aap iski reason bataye ke kiyon nahi ati ???
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil18th March 2007, 17:08
surah e TOBA KE !or ub aap iski reason bataye ke kiyon nahi ati ???
aap ka adha jawab theek hay lakin main chahta hun k ap es sorat ka tarjuma dekha
in aur batain k aisa kiun hay?
-------------------------------------------------------------------------------vajiha18th March 2007, 22:20
surah e TOBA ka naam surah e BRA'T bhi he jo ke is surah ka ibtdai lafz he
or ye surah BRA'T surah ANFAAL ke bohat baad yani 9 hijri mein nazil hui lakin k
iyon ke in donon ke mazameen milte julte hien (kafiron ,mushrikon se jung,muahda
at,sulah , or islam ki sar bulandi ke muta'liq hidayat o ahkamaat per mabni hein
) inko yakja ker diya gya or inke darmyan BISMILLAH nahi likhi jati. jo ke do S
URAH ke alag alag hone ki alamat he . Na hi is SURAH ki ibtda mein BISMILLAH naz
il hui , na hi kabhi aap (swa) ne padhi thi or wohi dastoor aaj tak masahif ki k
atabat mein malhooz rakh ajata he .
kya mera ans theek he ???
-------------------------------------------------------------------------------vajiha18th March 2007, 22:32

jub NAJASHI ( badshah) ke paas ALLAH ka pegham ponhcha to un kya kaha ?


or ye QURAN E PAK mein kahan byan kiya gya he ?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam19th March 2007, 16:30
jub NAJASHI ( badshah) ke paas ALLAH ka pegham ponhcha tou muslamanoon ki taraf
say haz jafar tayyar nay sureh maryan k ibtydai aayat padh kar synaye..jisay sun
kar haz najashi shah ki ankhoon say aansoo bahnay lagay aur un hoonay kaha k ya
e tou wahi namoos hay jo haz moosa aur esa par nazil huwa tha......aur eman qubo
ol karliya(:masha )aur Ahl e quraash ko wapas bheej diya...
iss ka zikar quraan k parah -7-sureh AL ma'idah ki aayat no -83 may hay...
??????? ????????? ??? ??????? ????? ?????????? ????? ???????????? ??????? ???? ?
???????? ?????? ????????? ???? ???????? ?????????? ???????? ??????? ????????????
???? ????????????? (5:
right??????/
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil19th March 2007, 18:14
main es k bary main nahi janta wareesha ager aap bata dain to khushi hugee
-------------------------------------------------------------------------------fifa200619th March 2007, 18:47
khaleel sahib kya aap abhi online hein
-------------------------------------------------------------------------------fifa200619th March 2007, 18:49
aap apna msn email address likh dein.
mr fifa
-------------------------------------------------------------------------------vajiha19th March 2007, 22:55
jub NAJASHI ( badshah) ke paas ALLAH ka pegham ponhcha tou muslamanoon ki taraf
say haz jafar tayyar nay sureh maryan k ibtydai aayat padh kar synaye..jisay sun
kar haz najashi shah ki ankhoon say aansoo bahnay lagay aur un hoonay kaha k ya
e tou wahi namoos hay jo haz moosa aur esa par nazil huwa tha......aur eman qubo
ol karliya(:masha )aur Ahl e quraash ko wapas bheej diya...
iss ka zikar quraan k parah -7-sureh AL ma'idah ki aayat no -83 may hay...
??????? ????????? ??? ??????? ????? ?????????? ????? ???????????? ??????? ???? ?
???????? ?????? ????????? ???? ???????? ?????????? ???????? ??????? ????????????
???? ????????????? (5:
right??????/
u r absolutely right dear ! ub next question aap ki taraf se ho ga !!!
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam19th March 2007, 23:06
thanks wareesha dear:)
agla sawaal hay

quraan kareem may a'araab(zeer,zabar,peesh)kis nay lagwaye??


-------------------------------------------------------------------------------vajiha20th March 2007, 08:56
main es k bary main nahi janta wareesha ager aap bata dain to khushi hugee
mushrikeen e MAKKAH se tang a ker musalmanon ne HABSHA ke taraf hijrat ki.MUSHRI
KEEN ka aik vafad inko vapas lene gya !or chand derbarion ko is baat pe amaada(k
uch tahaef de dila ke) kiya ke wo BADSHAH ke samne unki sifarash karenge !!!VAFA
D ne BADSHAH ke samne kaha ke unke kuch log bhag ker inke mulk mein a gae hein .
wo hamein vapas de dijye .(or derbarion ne bhi sifarsh ki)lakin NAJASHI bada in
saf pasand tha . is ne kaha : jub tak dusre fareeq ki baat na sunu ga unko tumha
re havale nahi ker sakta !!!second day muslim muhajreen ka bayan liya gya (unhon
ne mushrikeen ke zulm ki dastaan sunai).BADSHAH ne mushrikeen ko jawab de diya
.vafad mein se aik admi ko tarkeeb sughi jiski kamyabi inhein yaqini mehsoos hui
.!!!Wo baat ye thi ke us waqt puri EESAI dunya mein EASA (alh) ke IBNUALLAH hon
e ka aqeeda raaej ho chuka tha jabke muslims inhein IBNULLAH nahi mante the(faqa
t ALLAH ka rasul or us ka kalima hi samghte the ).MUSHRIKEEN ne kaha ke in se ye
to puchye ke ye EESA(alh) ke bare mein kya aqeeda rakhgte hein ?musalmanon ne t
e irada kiya ke jo bhi kahein ge sach kahein ge :NAJASHI ne jub ye sawal kiya to
---------sayidina JAFAR TAYYAR ne surah e maryam ki ayat padh ke sunai .NAJASHI
ne unki baat sunker aik tinka uthaya or kehne laga "WALLAH !!!jo kuch tum ne ka
ha : EESA (alh) is(tinke) se bhi zyda nahi hein . NAJASHI ke is tabsre per MUSHR
IKEEN bohat barham hue , lakin NAJASHI ne kisi ki bhi parvah na ki !!!vafad ko b
uri tarah zaleel ho ker vapas ana pada .is vaqe ke baad NAJASHI ne 70 no muslms
per mushtmil aik vafad MADEENA aap (saw) ke pas ravana kiya ye log jub QURAN sun
te to in per riqat tari ho jati , vafoor e jazbaat se aansoo behne lagte or zuba
n se (RABBANA AMANNA ) kehte rehte !!!( satvein pare ke aghaz mein inki hi kafie
t bayan ki gai he . n (or ye ayat mughe bohatttttttt hi pasand he )).
-------------------------------------------------------------------------------vajiha20th March 2007, 09:00
thanks wareesha dear:)
agla sawaal hay
quraan kareem may a'araab(zeer,zabar,peesh)kis nay lagwaye??
hazrat e ALI (RAZ) NE !!!
-------------------------------------------------------------------------------vajiha20th March 2007, 09:05
main es k bary main nahi janta wareesha ager aap bata dain to khushi hugee
shah E HABSHA aap (saw ) ki khidmat mein hazir na ho saka tha ta ham musalman za
roor ho chuka tha .jub wo fote hua to AAP (saw) musalmanon ko khabar ki or phir
inki GHAEBANA NAMAZ E JANAZA padhhai thi.
-------------------------------------------------------------------------------*Rida*20th March 2007, 09:30
Assalaam-0-Alaikom:rose
:masha:ahsaas, Wareesha, khalil .........buht acha silsila hai aur is say mairi
malomat mein bhi izafa howa hai....
aap loag isay yunhi jari rakhiye gaa....:phool:
--------------------------------------------------------------------------------

Muhammad Khalil20th March 2007, 16:32


aap apna msn email address likh dein.
mr fifa
kabooter@hotmail.com:wk
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil20th March 2007, 16:33
thanks wareesha............next
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam20th March 2007, 17:17
hazrat e ALI (RAZ) NE !!!
no waresha galat hay ans koi janta hay ya main hi batadoon?:)
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam20th March 2007, 17:21
Assalaam-0-Alaikom:rose
:masha:ahsaas, Wareesha, khalil .........buht acha silsila hai aur is say mairi
malomat mein bhi izafa howa hai....
aap loag isay yunhi jari rakhiye gaa....:phool:
w/salam
jazakallahu khair rida dear pasand karnay k liye:) :rose :rose :rose ummed hay a
pa sab bhi iss may hissa lengay:)
inshallah zaroor jari rakhengay aur agar aap loog bhi sath deen tou aur bhi acha
lagyga inshallah:) :rose :rose :rose
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil20th March 2007, 17:25
i think Hazrat Usman..rza
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil20th March 2007, 17:28
Quran main aik DOG ka name aya hay?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam20th March 2007, 17:34
i think Hazrat Usman..rza
no wrong..........quraan par a'araab 4 khulafa nay bhi nahi...... balkay Hjjaaj
bin yousuf nay lagwayeye(yae iraq k governer thay ..aur us waqt k khaleefa thay
waleed bin abdulmalik):)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil20th March 2007, 17:45
ok thankssssssss
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam20th March 2007, 17:54
Quran main aik DOG ka name aya hay?
naam aaya hay??:mm: ya zikar huwa hay??..Ashabe kahef k dog ka zikar hay.......n

aam mujhay pata nahi aap batadijiye:embarasse


-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil21st March 2007, 12:31
gee os ka name bee aya hay QATMEER
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam21st March 2007, 12:59
gee os ka name bee aya hay QATMEER
khalil plz zara surah name aur aayat number dijiye:)
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil21st March 2007, 13:29
yeh to yaad nahi soraH kehaf hy shaid
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam21st March 2007, 13:40
nahi plz aap search kar k batayeye mujhay cahiye plz
-------------------------------------------------------------------------------vajiha21st March 2007, 16:03
Next Question---------------????
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam21st March 2007, 16:44
aap dijiye waresha sis
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil21st March 2007, 17:18
Quran main Hazrat Musa ka name kitni baar aya hay?
-------------------------------------------------------------------------------vajiha22nd March 2007, 12:07
Quran main Hazrat Musa ka name kitni baar aya hay?
hmmmmmnahi pata ! aap bata dein
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam22nd March 2007, 14:50
Quran main Hazrat Musa ka name kitni baar aya hay?
35 dafa?? not sure agar galat hay tou aap batadijiye mujhay bhi yaad nahi
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil22nd March 2007, 17:32
waisa main ny be suna hay 35 dafa...........but sure nahi hay
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam22nd March 2007, 18:15

sure nahi hay acha main hi pata kar k batati hoon inshallah aap koi aur sawaal k
ijiye
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil22nd March 2007, 18:20
acha mera swal yeh hay k...Namaz ka ziker kitni baar aya hay?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam22nd March 2007, 18:42
700 say bhi ziyada martaba right??
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil23rd March 2007, 16:32
yes u are right...
Quran............kia aik kitab ka name hay?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam23rd March 2007, 16:49
nahi quraan ka matlab shyed baar baar padhi janay wali kitaab hay
right??
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam25th March 2007, 17:54
khalil batayeye sahi hay kiya????aur agla sawaal dijiye
-------------------------------------------------------------------------------vajiha27th March 2007, 10:17
MERAAJ se kya murad he ?
QURAN E KAREEM iska ziker kahan bayan kiya gya he ?
is WAQE ki koi daleel ?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil28th March 2007, 12:10
nahi quraan ka matlab shyed baar baar padhi janay wali kitaab hay
right??
right...............:rose
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil28th March 2007, 12:11
MERAAJ se kya murad he ?
QURAN E KAREEM iska ziker kahan bayan kiya gya he ?
is WAQE ki koi daleel ?
waisy to surat Asraa main hay lakin ziyada yaad nahi hay:embarasse
-------------------------------------------------------------------------------*Duaa*29th March 2007, 06:55
MERAAJ se kya murad he ?
QURAN E KAREEM iska ziker kahan bayan kiya gya he ?

is WAQE ki koi daleel ?


Salam
well mayray naaqas knowledge k mutabiq
MERAAJ ka matlab hay (elevation) bulandi ,ya ooper uthnay k hien
QURAN PAAK mian is ka zikr parah#15 mien soorat #17 ..'AL-Isra' ki pehli 'aayah'
mien hay
Daleel....yeh baat ahadees say saabit hay...but ...i don't know the right answer
:donno:
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil29th March 2007, 09:01
:em:
-------------------------------------------------------------------------------vajiha1st April 2007, 00:09
Salam
well mayray naaqas knowledge k mutabiq
MERAAJ ka matlab hay (elevation) bulandi ,ya ooper uthnay k hien
QURAN PAAK mian is ka zikr parah#15 mien soorat #17 ..'AL-Isra' ki pehli 'aayah'
mien hay
Daleel....yeh baat ahadees say saabit hay...but ...i don't know the right answer
:donno:
:thmbup:
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil1st April 2007, 07:20
?
Quraan main kul kitni ayat mubarkaan hian?
-------------------------------------------------------------------------------*Duaa*1st April 2007, 23:04
?
Quraan main kul kitni ayat mubarkaan hian?
6666
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam7th April 2007, 19:58
khalil batayeye kiya jawaab sahi hay?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil9th April 2007, 18:46
bilkul jawab theek hay...............

-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam9th April 2007, 18:47


agla sawaal dijiye ab...
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil9th April 2007, 18:58
konsi surat Quran ka Dill hay?
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam9th April 2007, 19:23
sureh..yaseen
-------------------------------------------------------------------------------vajiha10th April 2007, 00:36
next question ???
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam11th April 2007, 18:30
quraan e majeed may kitni aag(firs) k naam aaye hain??
-------------------------------------------------------------------------------Nisa*25th April 2007, 16:52
is sawal ka jawab nahi malom'
ab humara sawal Quraan e Paak mai zindagi aur maut ka zikr kitni baar aya hay?
wasalaam....
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam5th May 2007, 11:12
http://www.pegham.com/images/imported/2007/05/28.gif
quraan may jumla 8 aagooon (fires) ka zikar hay

?????? ??????????---fire of scorching winds.


???????? ????? ??????????fire fiercely burning
???????? ??????????--great fire
?????? ???,?????glowing fire,
????? ??????????fire closing
?????? ????????raging fire
????? ?????????fire hotly burning
?????? ????? ??????a fire fiercely
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam5th May 2007, 11:13
is sawal ka jawab nahi malom'

ab humara sawal Quraan e Paak mai zindagi aur maut ka zikr kitni baar aya hay?
wasalaam....
http://www.pegham.com/images/imported/2007/05/28.gif
nisa mujhay aap k sawaal ka jawaab nahi pata aap khud hi batadijiye...
-------------------------------------------------------------------------------Nisa*5th May 2007, 15:35
http://www.pegham.com/images/imported/2007/05/28.gif
nisa mujhay aap k sawaal ka jawaab nahi pata aap khud hi batadijiye...
humay khud nahi malom tha abhi doc mai deka tho life aur death dono 145 145 baar
zikar aya hay Quraan e Paak mai
wasalaam....:)
-------------------------------------------------------------------------------Nisa*5th May 2007, 15:36
http://www.pegham.com/images/imported/2007/05/28.gif
quraan may jumla 8 aagooon (fires) ka zikar hay

?????? ??????????---fire of scorching winds.


???????? ????? ??????????fire fiercely burning
???????? ??????????--great fire
?????? ???,?????glowing fire,
????? ??????????fire closing
?????? ????????raging fire
????? ?????????fire hotly burning
?????? ????? ??????a fire fiercelyaap kay sawal kay ans kay lia bahut shukriya a
ur Jazak Allah khair
wasalaam...:)
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam19th May 2007, 23:30
humay khud nahi malom tha abhi doc mai deka tho life aur death dono 145 145 baar
zikar aya hay Quraan e Paak mai
wasalaam....:)
shukhriya nisa ...:) :rose
-------------------------------------------------------------------------------Ahsaas-Aalam19th May 2007, 23:34
Agla sawaal hay..
quraan majeed may haz Mohammed saw ka naam kitni dafa aaya hay aur kahan?:)
-------------------------------------------------------------------------------EEmaan31st July 2007, 13:40

four times
The word Muhammad [a.s.] appears in the Quran four times in the following verses
:

3/144 And Muhammad is no more than a messenger; the messengers have already pass
ed away before him; if then he dies or is killed will you turn back upon your he
els? And whoever turns back upon his heels, he will by no means do harm to Allah
in the least and Allah will reward the grateful.
*****************
33/40 Muhammad is not the father of any of your men, but he is the Messenger of
Allah and the Last of the prophets; and Allah is cognizant of all things.
*****************
47/2 And (as for) those who believe and do good, and believe in what has been re
vealed to Muhammad, and it is the very truth from their Lord, He will remove the
ir evil from them and improve their condition.
*****************
48/29 Muhammad is the Messenger of Allah, and those with him are firm of heart a
gainst the unbelievers, compassionate among themselves; ...
*****************
next question: quran main sab se zaida zikr kis prophet ka hai?
-------------------------------------------------------------------------------Muhammad Khalil27th August 2007, 19:16
four times
The word Muhammad [a.s.] appears in the Quran four times in the following verses
:

3/144 And Muhammad is no more than a messenger; the messengers have already pass
ed away before him; if then he dies or is killed will you turn back upon your he
els? And whoever turns back upon his heels, he will by no means do harm to Allah
in the least and Allah will reward the grateful.
*****************
33/40 Muhammad is not the father of any of your men, but he is the Messenger of
Allah and the Last of the prophets; and Allah is cognizant of all things.
*****************
47/2 And (as for) those who believe and do good, and believe in what has been re
vealed to Muhammad, and it is the very truth from their Lord, He will remove the
ir evil from them and improve their condition.
*****************

48/29 Muhammad is the Messenger of Allah, and those with him are firm of heart a
gainst the unbelievers, compassionate among themselves; ...
*****************
next question: quran main sab se zaida zikr kis prophet ka hai?
Hazrat Musa alyslam
-------------------------------------------------------------------------------EEmaan29th August 2007, 00:08
u r rite mr.khalil
next question:
almost how much portion of Quran is about Hazrat Musa Alahay Salaam???
-------------------------------------------------------------------------------MR.Fkas29th September 2007, 07:45
i don't know.
-------------------------------------------------------------------------------vajiha6th October 2007, 14:26
u r rite mr.khalil
next question:
almost how much portion of Quran is about Hazrat Musa Alahay Salaam???
:cc: 7 ???
-------------------------------------------------------------------------------MUTFANIN7th October 2007, 02:12
Hazrat Musa (a.s)is mentioned in 34 Surahs of Quran
-------------------------------------------------------------------------------moon_light_afridi7th October 2007, 09:58
????? ????? ?????? ????
???? ???? ??? ?? ????? ?? ???? ??? ??? ???? ?? ???? ????? ?? ???? ??? ??? ? ???
????? ???? ?????? ?? ?? ???? ???? ????? ?? ?? ? ?????? ???? ?? ?? ?? ????? ??? ?
? ??? ?? ??? ??? ????? ???? ???? ???? ???? ???? ???
-------------------------------------------------------------------------------baqarkashmiri8th October 2007, 13:50
thanks for info
-------------------------------------------------------------------------------Almas23rd January 2008, 18:11
u r rite mr.khalil

next question:
almost how much portion of Quran is about Hazrat Musa Alahay Salaam???
Mutaffin g nay jo kaha hay woh sahi answer hay? :)
please answer bhi bata dain:)
-------------------------------------------------------------------------------EEmaan7th October 2008, 23:54
next question:
almost how much portion of Quran is about Hazrat Musa Alahay Salaam???
it about 1/13 th of the Quran
-------------------------------------------------------------------------------saidi8th October 2008, 04:57
Quraan Majeed main wo konsi sura hai jis ki har aayat ma ALLAH ka lafz majood ha
i
-------------------------------------------------------------------------------paglain1473rd February 2009, 19:28
asslam-o-alaikum!
plz koi mujhe bata sakta hai k islam ka ilawa aur kon kon sa deen(mazhab) hota h
ain aur woh kiss ko apna khuda manta hain..jaisa k
islam(aik allah ko khuda manta hain)
hindu(butoon ko khuda manta hain)
issi tarah aur kon kon sa mazhab hain..plz detail main mujhe samjha dain
thx
-------------------------------------------------------------------------------mhashmat19675th August 2009, 14:36
:SubhanAllhaa:excellent sharing
-------------------------------------------------------------------------------mehwish afsar28th August 2009, 20:05
W asalam wr wb & assalam o alaikum wr wb...

Islam k baray main aap ko ilam hai kay wo muslmanoo ka mazhab hai aur muslman al
lah ka mantay hain sahi...

Hindu allah ko nahi mantay aur sheerk kartay hain wo booton ki poja kartay hain.
..

Esai allah tala ko tou mantay hain likin kahtay hain kay hazrat eissa alhi salam
allah kay batay hain..un ki kitab babil hai...

Isi tarhan yahoodi hain wo bhi allah ko mantay hain likin hazrat uzair alhi sala
m ko allah ka beta mantay hain yeh loog israel khlatay hain..

Agar is k ilawa aap ko tafseel chahya ho tou bataya ga islam se qabl kay mazahee
boon ki tadaad taqreeban 7 kay qareeb hai..phir aap ko us ki tafseel batadoon gi
...

Shukria...

Mera sawal hai kay

kis sahabi ko quran main imam ul naas kaha hai ???

Shukria...
-------------------------------------------------------------------------------thefire129th August 2009, 11:57
Walaikum Assalaam WR WB
Iss ka tou ilm nahin kay kisi Sahab-e-Rasool SAW ko Quran Majeed main Imam-un-Na
as say mukhatib kia gaya hoo albatta
Hazrat
1. The
2. the
and 3.

Ibraheem Aleh-e-Salaam ko 3 honory khitaab say nawaaza gaya hay


leader of humanity (imam-ul-naas)
father of the Prophets (abu-al- anbiya)
the intimate friend of Allah (khaleel-allah).

Aap hi say jawab talab hain?!


May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar
Fi Amaan ALLAH
-------------------------------------------------------------------------------mehwish afsar29th August 2009, 16:12
Assalam o alaikum wr wb..
Aap ka jawab durst hai mashallah :)
quran paak kay kitnay safati naam hain ???

Shukria...
-------------------------------------------------------------------------------mehwish afsar31st August 2009, 21:45
assalam o alaikum wr wb..
Quran paak kay 54 safati naam hain...
Taboot-e-sakina ka zikar kis qurani ayat main aya hai ???
Shukria...
-------------------------------------------------------------------------------mehwish afsar31st August 2009, 21:48
Assalam o alaikum wr wb..
Quran paak kay 54 safati naam hain...
Taboot-e-sakina ka zikar kis qurani ayat main aya hai ???
Shukria...
-------------------------------------------------------------------------------thefire11st September 2009, 11:05
Walaikum Assalaam WR WB
Aap ki replies ka aur sawaloon ka bohat bohat shukriya jo kay humaray ilm main i
zaafay ka bayis ban rahi hain, issi tarhan apni khoobsurat kawishoon say humain
nawazti rahain.
@ Answer: taboot e sakina yeh who sandooq hai jis main Hazrat Moosa Alah-e-Salaa
m ki maan ne Hazrat Moosa Alah-e-Salaam ko lita kar darya e neel main bhaadiya t
ha
iss word ka aik baar surh-e-baqarh ayat No. 248 main zikar hua hay.. aur bhi boh
at see surat main bhi shayed huwa ho, humaray ilm main izaafa karain!
Fi Amaan ALLAH
-------------------------------------------------------------------------------mehwish afsar1st September 2009, 16:15
Assalam o alaikum wr wb..
Aap ka jawab durst hai :)
quran paak ki tibaat sab se pahlay kis mulk main hoi ???
Shukria...
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed2nd September 2009, 08:38
Sure khaf mae ashab khaf k dog ka zikar aaya hai
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed2nd September 2009, 20:37

dear brothers and sister my question is "which surat is called as the heart of t
he Quran pak":assalamalikum:
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed2nd September 2009, 20:46
Mehwish assalamalikum which is the first complete surat of the quran
-------------------------------------------------------------------------------thefire13rd September 2009, 11:31
Assalam o alaikum wr wb..
Aap ka jawab durst hai :)
quran paak ki tibaat sab se pahlay kis mulk main hoi ???
Shukria...
Assalaam-o-Alaikum
I found this information which is very important for every muslims to know that
in about 650, as Islam expanded beyond the Arabian peninsula into Persia (http:/
/en.wikipedia.org/wiki/Persia), the Levant (http://en.wikipedia.org/wiki/Levant)
and North Africa, the third caliph Hazrat Uthman ibn Affan (http://en.wikipedia
.org/wiki/Uthman_ibn_Affan) RZ ordered the preparation of an official, standardi
zed version, in order to preserve the sanctity of the text. Five reciters from a
mongst the companions produced a unique text from the first volume which had bee
n prepared on the orders of Hazrat Abu Bakr RZ and which was kept with Hafsa bin
t Umar (http://en.wikipedia.org/wiki/Hafsa_bint_Umar) RZ. The other copies alrea
dy in the hands of Muslims in other areas were collected and sent to Medina wher
e, on orders of the Caliph, they were destroyed by burning or boiling. This rema
ins the authoritative text of the Qur an to this day.
Humaray ilm main izaafa karain.
Fi Amaan ALLAH
-------------------------------------------------------------------------------thefire13rd September 2009, 11:32
dear brothers and sister my question is "which surat is called as the heart of t
he Quran pak":assalamalikum:
Sura-e-yaseen ko Quran ka Dil kaha jaata hay!
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed3rd September 2009, 13:50
dear brother and sister
asslamalikum mera sawal yeh hai quran pa mai lafz imam kitni martaba aya hai
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed3rd September 2009, 13:53
dear
quran pak mai kis nabi ka naam sub se ziyada aaya hai
--------------------------------------------------------------------------------

mehwish afsar3rd September 2009, 15:04


ASSALAM O ALAIKUM WR WB..
QURAN KI TIBAAT SAB SE PAHLAY ITALY MAIN HOI..
Mehwish assalamalikum which is the first complete surat of the quran
QURAN KI SAB SE PAHLI MOKAMAAL SURAT SURAH FATIHA HAI...
quran pak mai kis nabi ka naam sub se ziyada aaya hai
HAZRAT MOSA ALHIS SALAM KA NAAM SAB SE ZADA AYA HAI..
SHUKRIA & JAZAKALLAH...
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed3rd September 2009, 20:23
Dear brother & kabil-a-ahtram sisters assalamalikum priviously i asked some qust
ion and u answear that smartly but my one question i_e quran mai lafz imam kitni
bar aya hai answear hai 12 martaba aaya hai
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed3rd September 2009, 20:30
Mera sawal hai (1)quran pak mai dua maangni ki takeed kitnai martaba ki gae hai
(2)quran pak mai namaz ki takeed kitnai martaba ki gae ha (3) quran pak mai khai
rat ki takeed kitnai martaba ki gae ha wosalam dua mai yaad rakna
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed3rd September 2009, 21:22
Dear assalamalikum now i am sharing some information about quran pak (1)quran pa
k mai lafz Allaha 2584 martaba aaya hai (2)quran pak mai in 4 fareshto ka zikar
aya hai(a) hazrat jibraeel (b) hazrat mekaeel (c) haroot (d)maroot (3) quran pak
ki makki surtu ki tadad 65 hai (4)quran pak k madni surtu ki tadad 18 hai (5)qu
ran pak mai 31 surtai aaise hai jin k makki ya madni honai mai iktlaf hai
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed4th September 2009, 13:08
Some use full information about Quran pak (1)Quran pak ki muddat nuzul 22 sal 5
mah 14 din hai (2) Quran pak k kalmaat ki tadaad 84430 hai (3) Quran pak k kul h
aroof ki tadaad 323760 hai (4)Quran pak mai kul 7 manzily hai (5)Quran pak mai k
ul 540 ruku hai
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed4th September 2009, 21:04
Quran pak mai 5 masajeed ka zikr aaya (1) masjeed -a-haram (2)masjeed -a-nabi (3
) masjeed -a-aqusa (4) masjeed -a-quba (5) masjeed -a- zarar
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed4th September 2009, 21:10
Dear brothers and sister assalamalikum umeed hai bkhair o aafiyat hogai nez ramz
an ul mubarak mai ebadto mai hama tun kosh hongai Dear companions i have accumul
ate the lot of information about the QURAN PAK If you support to me than i desir
e to shair it among the all of you today i search our members online but no one

is there i am very hope full about your response your brother adv. Saeed kindly
pray for me
-------------------------------------------------------------------------------khan_sayeed5th September 2009, 02:33
Dear assalamalikum information ahout quran pak (1)sawahle (africa) ki zban quran
pak ka tarjuma shaikh abdulla salaih farsi nai kiya (2) moulana mododi ki tafhe
em ul Quran ka sendi zaban mai tarjuma maulana jan mohammad bhuto nai kya (3) pa
shtu ki tafseer kasha ful Quran k musanif hafiz mohammad idrees hai (4) bangla z
aban mai quran pak mukamal tarzuma maulana abbas ali nai likkha
-------------------------------------------------------------------------------Powered by vBulletin Version 4.1.9 Copyright 2012 vBulletin Solutions, Inc. All r
ights reserved.

You might also like